Mohsin Naqvi ghazal in Urdu | Urdu Best Ghazal
Ghazal
Udasiyon ka yeh Mausam, badal bhi sakta tha!
Woh Chata toh marain sath, chal bhi sakta tha!
Woh shakhs! Tu na na jise choor ne ma jaldi ki!
Tera mizaj ke sanchain main dhal bhi sakta tha!
Woh jald-e- baz! Khafa ho ke chal deya, Warna
Tanazeat! Ka kuch hal nikal bhi sakta tha!
Ana na hath uthane nain nahi deya, Warna
Mare dua! Se woh pathar pigal bhi sakta tha!
Tamam umerr! Tera muntazir raha, Mohsin
Yeh aur bath, ki rasta badal bhi sakta tha!
Written by: Mohsin Naqvi
![]() |
Udasiyon ka yeh Mausam, badal bhi sakta tha |
Tags:
Mohsin naqvi best ghazal in urdu
Mohsin Naqvi romantic poetry in Urdu
Mohsin Naqvi poetry on Hazrat Muhammad
Mohsin Naqvi 2 lines poetry
Comments