Teri galiyon se uthega janaza mp3 download


Click the link >><< Teri Galiyon(MP3 3.12MB)


Teri galiyon se uthega janaza lyrics

Mere Mohabbat ma kami jo nazar aaya

Saf saf keh deyna, Kasam hain tumhain


Tere Nigahoon ma, Jo Aansu Kabhi Aayain

Wahe jan dain dunga, Kasam hain Mujhe


Mujh se Dubara koi Aashiq na aayain ga

Baat ya samaj ma qua na ayain Tujhe


Aik din zamana marain qesain sunayain ga

Alag tha deewana jis na, Chaha tujhain


Teri galiyon se

Teri galiyon se utthay ga janaza jab Mera

Log sarain uthh Uthh ke salam Krain ga 


Teri galiyon se utthay ga janaza jab Mera

Log sarain uthh Uthh ke salam Krain ga 


Tanhayeyun ma mera naam gunguna laina

Khawbun ma aajawunga milnay tujhain


Teri galiyon se

Teri galiyon se utthay ga janaza jab Mera

Log sarain uthh Uthh ke salam Krain ga 


Jism jalaiga, Rakh bachain ge

Rooh magar ya tera paas rahain ge

Din bhe dhalainga,Ruth badlain ge

Lkin mohabbat meri, mit na sakain ge


Phir se tumhare khatir dunya ma aayainga

Ghair ka na honain daingay yaara tujhain


Teri galiyon se

Teri galiyon se utthay ga janaza jab Mera

Log sarain uthh Uthh ke salam Krain ga


Yaadon ma meri na aansun bahana

Mar ke bhi mujh ko hain ishq nibhana

Ma khusboo sa bun ke, Hawa ma lipat ke

Chuwun ga tujhe


Dunya se dur chala hun magar ma

Meri rooh tumhare pass rahain ge

Poore tarah se bichar nai pawunga 

yaara mare


Phir se janam lay kar ma tare paas aawunga

Haath apney dil pe rakh ke bhulana mujhe


Teri galiyon se

Teri galiyon se utthay ga janaza jab Mera

Log sarain uthh Uthh ke salam Krain ga


Teri galiyon se

Teri galiyon se utthay ga janaza jab Mera

Log sarain uthh Uthh ke salam Krain ga


You may Also Like:

Chal jaan de lyrics - Asim Azhar and mehrub Ali

Koi Na Koi Naata Hai Lyrics - Jubin Nautiyal | Prem Geet 3


Comments

Popular posts from this blog

Mere Dil Gaaye Ja (Zooby Zooby) Lyrics - DHOKHA: Round D Corner

Mahi Mera Dil (Lyrics) - Arijit Singh & Tulsi Kumar | Dhokha: Round D Corner

Main Nahi Toh Kaun Be Lyrics | MP3 |Srushti Tawade | Hustle 2.0