Mukhatib Hai Bandy se Parwardigar || Abrar Kashif best urdu poetry
Mere Rab Ki Muujh Per Inayat HueeKahoo Bhii Too Kaise ibadat HueeHaqeqat Hue Jaise Mujh Peer AyanQaalam Bun Gayaa Hain Khuda Ki ZubanMukhatib Hai Banday Se ParwardigaarTu Husn e Chaman Tuu He Rung e BaharTu Miraj-e-Fun Tu He Fun Ka SingharMusavvir Hun mein Tuu Meera ShahkarYe Dunai Jahaan Bazm ArayaaanYe Mehfil Ye Mele Ye TanhayaaanFalak Ka Tujhy Shamyana DiaZameen Per Tujhy Abo Dana DiaMilay Absharu Se Bhy HoslaayPahadun Mein Tujh Ko Diye RastaayYe Pani Hawa Or Shaams O QamarrYe Moj e Rawa Ye Kinara BhawarYe Shakon Pey Ghunchay Chataktaay HoveyFalaak Peey Sitareey Chamaktaay HovayYe Sabzaay Ye Pholoon Bhary KiyariyanYe Panchi Ye Odti Hoye TitliyanYe Sholaa Ye Shabnam Ye Mitti Ye SungYe Jharnoo Kay Bajtay Howey Jal TarangYe Jhilon Mein HAstay Howeey Se KanwalYe Dharti Pey Mosam Ki Likhi GhazalYe Sarde Yeh Garmi Ye Bariish Yeh DhopYe Cheehra Ye Qad Or Ye Rang o RupDarindun Charindun Ko Qabun DiyaaTujhy Bahi De Kar Kay Bazun DiyaaBehan Di Tujhy Or Shareek e SafarYe Rishtay Ye Natay Gharana Ye Ghaardeya Olaad Bhi Diye WaledainAlif Laam Meem Qaf Or Ayeen GyaanYe Aqal o Zahaanat Shaor o NazaarYe Basti Ye Seehra Ye Khushki Ye TarOr Os Per Kitabain Hidayat Bhi DeNabi Bhi Otaray Shariyat Bhi DeGarz Kay Sabhi Kuch Hai Tere LiyeBta Kia Kya Tune Mere Liye?
Who is the poet of Mukhatib Hai Bandy se Parwardigar?
Narrated By: Abrar Kashif
Recent Uploads:
Is baarish mein lyrics _ Yasser Desai | Neeti Mohan Kumar
Video;
Comments