Barishoon mein lyrics - Darshan Raval


Barishoon Mein lyrics

kitna tera intezar keya
dil ko khafa suw bar keya
Tuujh sae wafa may na ki is qaadar

tere judaye se piyar kiya
toot jayain jo rishtay lazmi toh nahi
ho diloon se muhabbat ho khatam

barishoon mein jab yad atay ho tum
beeg jata hun ma muskuratain hain gham

maa zamen kie taraah tarsaa hu pyaar ko
badalun ki tarah loot awoo sanam
Barishoon mein jab yad atay ho tum
beeg jata hun ma muskuratain hain gham

chod ke  mujhko jaa baithai ho 
kaisain wahan nazara lagta hain
chod ke  mujhko jaa baithai ho 
kaisain wahan nazara lagta hain

tood ke pairun ma jo rakha hain
wo dil hamara lagta hain
Janta huun may yun to tum kabi na milo gay
Phir bhi tumko he dhundain yan qadam

barishoon mein jab yad atay ho tum
beeg jata hun ma muskuratain hain gham
Ma zamen kie taraah tarsaa hun pyaar ko
badalun ki tarah loot awoo sanam

Barishoon mein jab yad atay ho tum
beeg jata hun ma muskuratain hain gham

Comments

Popular posts from this blog

Mere Dil Gaaye Ja (Zooby Zooby) Lyrics - DHOKHA: Round D Corner

Mahi Mera Dil (Lyrics) - Arijit Singh & Tulsi Kumar | Dhokha: Round D Corner

Main Nahi Toh Kaun Be Lyrics | MP3 |Srushti Tawade | Hustle 2.0